Popular posts from this blog
तेरी फुर्सतों को खबर कहाँ
Teri Fursaton Ko Khabar Kahan Meri Dhadkane Sad Hain Gajal Ke Roop Mein Dhal Jaoon Kaash Mai Bhee Kabhee Sad Lamhon Mein Shaayad Tum Mujhe Gunagunaaya Karo Mainne Logon Se Mutaasir Hona Chhod Diya Kyonki Log Wo Naheen Hote Jo Najar Aatey Hain Aajkal Log Vafadar Kam Aur Adaakaar Zeyaadah Ho Gaye Hain Na Dil Hota Na Rota Dil Dil Koi Juda Hota Na Tum Itni Haseen Hoti Na Dil Tujh Par Fida Hota
MAIN TERE BINA ADURA AHUNGA
Har janam adhura raha hai tere bina! Is Janam gale lag kar mujhe poora kar de! Jeena chahta hu tere sung mein har lamha! Meri har uljhan ko aapne payaar mein sulja de! Tadap mann ki na samjh tu koi jismani hawas! Aapne sath se mera vishwas aur bhi gehra kar de! Hu main tera aur tera ban kar hi rahunga! Tu bhi yeh baat kar ke muj me jaan bhar de! I LOVE YOU JN.
Comments
Post a Comment